Udaas lamhon ki na koi yaad rakhna,Toofan mein bhi wajood apna sambhal kar rakhna,Kisi ki zindagi ki khushi ho tum,Yahi soch kar tum apna khayaal rakhna...#affy...