Chapter 49: 49.

Shayaris & QuotesWords: 170

Dil mein yaar ka raj hua karta tha,

Pyaar karne ka alag andaaz hua karta tha,

Jab tak dil ko mere thokar nahi lagi,

Mujhko apni mohabbat pe naaz hua karta tha...

#affy...